Want to create an interactive transcript for this episode?
Podcast: The Stream Panther
Episode: मकर संक्रांति Specials : Bhagwan शिव, मां Ganga aur Bhagirath की Ek Kahani | Ajay Tambe
Description: Is episode mein hum yeh janege ki Kaise " Bhagirath ne भगवान शिव ki मदत से गंगा को पृथ्वी पर लाया ! aur kaise yeh kahani Makar Sankranti ke mahatva se jodti hai. Kahani hai Bhagirath Raja ke bare mein jo Ganga ko zameen par laane ke liye Bhagwan Shiv ki madad lete hai .
Yeh kahani Hindu mythology mein sabse powerful aur spiritual kahaniyo mein se ek hai aur Makar Sankranti ke liye bahut mahatva rakhti hai.
Hum Makar Sankranti ke mahatva aur arth ko bhi explore karenge, jo surya ko Makara rashi (Capricorn) mein shift karne ka transition hai, aur harvest season ka start hota hai. Yeh festival bahut utsah aur bhakti ke saath manaya jata hai...