Want to create an interactive transcript for this episode?
Podcast: SUNOH MERI JAAN WITH JOY
Episode: 1. Zindagi Ka Suitcase- Positive Thinking I Steve Jobs I Sunoh Meri Jaan with Joy I Hindi
Description: Kya aap zindagi ke uss makaam par hain jahan sab kuch dhundhla sa dikha raha hai? Jahan sawaal toh kai hain magar aapko jawaab soojh nahi raha.
Jahan aap baar baar self- doubt ka shikaar ho rahe hain. Kya aap ek aisa modh par hain jahan se laut jaana aapko aasaan lag raha hai? Aagey badhney se judi
anishchitayein aapke confidence ko kamzor kar rahi hain? Agar in sab ka jawaab haan hai toh yeh episode aapke liye hai.
Iss episode mein aap jaanengey ki aap akele nahi hai. Duniya ke sabse successful personalities bhi aise self doubt...