Want to create an interactive transcript for this episode?
Podcast: SUNOH MERI JAAN WITH JOY
Episode: Zindagi Ka Suitcase- Will Power I Kalpana Saroj I Motivational Podcast I #33
Description: देख ज़िंदाँ से परे रंग-ए-चमन जोश-ए-बहार
रक़्स करना है तो फिर पाँव की ज़ंजीर न देख
Majrooh Sultanpuri ji ke iss sher ki nasihat ki tarah hi Kalpana Saroj ji ne apne will power se pao ki saari zanzirein todh daali!
Will power woh shakti hoti hai jo insaan ko uske har manzil tak pahuchne mein madad karti hai. Aur yahi woh shakti thi jisne Kalpana Saroj ji ko safalta ki bulandiyon par la khada kar diya. Jab unke charon aur andhera hua padha tha toh yahi woh shakti thi jiski wajah se unki zindagi mein roshni wapas laut aai.
Chaliye jaante kaise hua yeh sab kuch? Kyun Kalpana Saroj ji ki zindagi ek misaal hai jisse hum sabhi ko seekh leni hi chahiye.
Agar aapko yeh episod...