Want to create an interactive transcript for this episode?
Podcast: SUNOH MERI JAAN WITH JOY
Episode: Zindagi Ka Suitcase- Courage I Sonita Alizadeh I Motivational Podcast I #40
Description: कठिन है काम तो हिम्मत से काम ले ऐ दिल
बिगाड़ काम न मुश्किल समझ के मुश्किल को
Himmat ke bina zindagi mein kuch bhi haasil karna shayad sambhav nahi hai. Sonita Alizadeh ki zindagi himmat ka woh masterclass hai jisse bina inspire hue reh paana sambhav nahi. Ek teenage ladki ne himmat dikkhate hue bebuniyaadi reeti-rewaazon ke khilaaf bagawat hi kar di aur woh bhi ek aise samaaj mein jahan auroton ki koi izzat hi nahi hai, jahan par mahilon ko aaj bhi samaan adhikaar
nahi hai.
Chaliye jaante hain kaun hain Sonita Alizadeh aur unhone kaise lakhon mahilon ko inspire kiya!
Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main
request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur...